Mere bete ki English achi hai lekin Urdu mein kaafi weak tha. Ye books mangwayi hain aur ab roz thori thori practice karwate hain. Mujhe acha laga ke reading aur writing dono cover hain. Content bhi easy se difficult ki taraf hai. Overall really helpful for home practice.